Mazaa Lyrics
Main gairon ki baahon mein dekha hai so ke
Sach bataaye mazaa aa gaya
Tu, tu hai meri jaan koi tujh sa kahi na
Thi unki jo khushboo samajh aa gaya
Main gairon ki baahon mein dekha hai so ke
Sach bataaye mazaa aa gaya
Tu, tu hai meri jaan koi tujh sa kahi na
Thi unki jo khushboo samajh aa gaya
Bhatak gaye the hum ik shaam ko
Kiya hai kharaab, kharaab tere naam ko
Kyun dil tera toda ye puchhne kal tak
Sapne mein mere khuda aa gaya
Main gairon ki baahon mein dekha hai so ke
Sach bataaye mazaa aa gaya
Tu, tu hai meri jaan koi tujh sa kahi na
Thi unki jo khushboo samajh aa gaya
Dariya ye dariya dariya na hota
Na hota jo iska kinaara
Akal thikaane aayi humaari
Tumse bhichhad kar o yaara
Dariya ye dariya, dariya na hota
Na hota jo iska kinaara
Akal thikaane aayi humaari
Tumse bhichhad kar o yaara
Raat ko nikla tha teri gali se
Thokar main khaa ke subah aa gaya
Main gairon ki baahon mein dekha hai so ke
Sach bataaye mazaa aa gaya
Tu, tu hai meri jaan koi tujh sa kahi na
Thi unki jo khushboo samajh aa gaya
Ye aakhiri galti thi, aakhiri mauka
Ve de de na mujhko tu saaki
Ab tere pairon mein kaatenge yaara
Jitni bhi zindagi hai baaki
Ye aakhiri galti thi, aakhiri mauka
De de na mujhko tu saaki
Ab tere pairon mein kaatenge yaara
Jitni bhi zindagi hai baaki
Ho Jaani ke andar jo Jaani awaara tha
Jaani wo khud hi jala aa gaya
Main gairon ki baahon mein dekha hai so ke
Sach bataaye mazaa aa gaya
Tu, tu hai meri jaan koi tujh sa kahi na
Thi unki jo khushboo samajh aa gaya